Gør som tusindvis af andre bogelskere
Tilmeld dig nyhedsbrevet og få gode tilbud og inspiration til din næste læsning.
Ved tilmelding accepterer du vores persondatapolitik.Du kan altid afmelde dig igen.
Iss kitaab mey Maine Shia-Sunni ke beech ke ikhtilaaf dur karne ki koshish ki hai. Mera ye maan'na hai ki Shia-Sunni ke beech ikhtilaaf kam aur ghalat fehmiyaa'n zyada hai'n. Baaki kuch maulviyo'n ki saazish hai.Shia-Sunni ke beech ki duriyo'n ko mitaya toh nahi'n jaa sakta lekin kam zarur kiya jaa sakta hai. Maine ek choti si koshish ki hai.Iss kitaab mey aap ko un ghalat fehmiyo'n ke baare mey jaan ney milega jo Shia-Sunni ke beech ikhtilaaf badha'ne jaan bujh'kar daali gayi'n. Zarur padhe'n.
Is kitaab me maine Sarkar Abu Talib Alaihesalam ke likhe wa padhe assharon ko ek jagah jama karne aur unka transcription likhte hue, Hindi tarjuma aur thodi tafseer karne ki koshish ki hai.Ahlebait Alaihesalam ke chahne walon ke liye ye kitaab kisi tohfe se kam nahi aur Dushmanaan E Ahlebait ke liye kisi tamache ki tarah hai.Mimbar E Rasool par baithkar, Molvi Hazraat ne har daur me, Rasoolullah ke pyare chacha, Maula Ali ke Baba, Hasnain Kareemain ke dada par jhuti tohmaten wa kufr ke fatwe diye hain.Ye kitaab padhkar aap khud faisla kare ki, ""Imaan E Abu Talib kya tha?""Allahumma Salle Ala Muhammad Wa Ala Aale Muhammad
Tilmeld dig nyhedsbrevet og få gode tilbud og inspiration til din næste læsning.
Ved tilmelding accepterer du vores persondatapolitik.